Tumhi
ho maata, pita tumhi ho,
Tumhi
ho bandhu, sakha tumhi ho;
Tumhi
ho saathi, tumhi sahaare,
Koi
na apna siva tumhaare;
Tumhi
ho naya, tumhi ki vaiya,
Tumhi
ho bandhu, sakha tumhi ho;
Jo khil
sake na, who phul ham hai
Tumhaare
charano ki dhul hum hai;
Daya
ki drishti sadaa hi rakhanaa,
Tumhi
ho bandhu, sakha tumhi ho.
|