Tumhi ho maata, pita tumhi ho,
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho;
Tumhi ho saathi, tumhi sahaare,
Koi na apna siva tumhaare;
Tumhi ho naya, tumhi ki vaiya,
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho;
Jo khil sake na, who phul ham hai
Tumhaare charano ki dhul hum hai;
Daya ki drishti sadaa hi rakhanaa,
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi ho.