Lekar
khabro(n) ka bhandaar
Roz
subah aata akhbaar
Tarah
tarah ki khabre(n) laata
Ham
sabka hai gyaan badhaata
Ghar
bhar mein halchal mach jaaye
Dada
papa daude aaye
Ubal
jaaye gas par chaay
Mummy
bhi jab daudkar aaye
Didi
bhaiya padhna chahe
Cheena
jhapti tab mach jaaye.
Jab
bado(n) ne padhkar choda
Tab
usko munnu ne moda
Kabhi
banaai uski naav
Kabhi
banaaya uska ghoda
Lekar
khabro(n) ka bhandaar
Roz
subah aata akhbaar.
|